Ek Chehra Dhundta Hun Mein.
Hansta, Muskata sa,
Bhola sa, nadaan sa.
Do aankhen shararat bhari,
Aur hont bhare duaon se.
Wo jo subah ko naya sa kar de,
Wo humsafar dhundta hun mein.
Ek chehra dhundta hun mein.
Ek chehra dhundta hun mein.
Jo dil ka aina ho.
Kare jo har dukh ko fanan,
Ek nazar bhar dekhne mein hi.
Jiska deedar hi ibadat ho,
aur judai dard ban jaaye.
Wo khuda ka noor dhundta hun mein.
Ek chehra dhundta hun mein.
Hansta, Muskata sa,
Bhola sa, nadaan sa.
Do aankhen shararat bhari,
Aur hont bhare duaon se.
Wo jo subah ko naya sa kar de,
Wo humsafar dhundta hun mein.
Ek chehra dhundta hun mein.
Ek chehra dhundta hun mein.
Jo dil ka aina ho.
Kare jo har dukh ko fanan,
Ek nazar bhar dekhne mein hi.
Jiska deedar hi ibadat ho,
aur judai dard ban jaaye.
Wo khuda ka noor dhundta hun mein.
Ek chehra dhundta hun mein.